Best Holiday destinations india

Namashkar dosto aaj me aapko india ke 5 sabse achche holidays ke bare me batane wala hu. En holiady destination me jakar aap apni life ke quality time spend kar sakte hai. To aaiye jante h enke bare me. best holiday destinations india. 
1. Kerala.
2. Goa.
3. Udaipur.
4. Manali.
5. Ooty.





1. Kerala - Kerala south ka sabse popular part h. Kerala ki khubshurti dekh kar har kisi ka man khusi se khil uthta h.Lekin kerala sirf apni apni khubshurti ke alawa or bhi bahit karno se famous h. Jaise BackWaters Ride, Tea Garden, Chembra Peak, Houseboat. Har sal 1000 foreigner yaha aate hai. or bahut sare naye scene ko apne camere me capture kr le jate h. To aap v ek bar jarur yaha jaye. Mai aasa karta hu ki aapko ye jagah jaruar pasand aayegi.



2. Goa - Jab kabhi bhi Hame apno ke sath ghumne ka khayal aata h to sabse pahle Goa ka khyal aata h. Goa bahut hi famous h hamare country me or sath hi sath ye foreign countries me v bahut famous h. Foreigner har saal yaha aate h or goa ke romantic beaches ka aanad lete hai. Jadatar yaha Europe se foreigner aate h. Goa me Sea Plane Services bhi avialable hai. Jo ki Bahut kam place     me paya jata h. Wildlife, Museum, Heritage homes, aise bahut se Famous place hai jo ki romantic couples ko kaphi pasand aate h.
 


3. Udaipur - Udaipur ko "City of Lakes" kaha jata h. Udaipur ek aisa sahar h jaha apko sirf beauty hi dikhai degi. ye city rajasthan state me h. yaha apko ghumne ke liye har tarah ke tourism milange. like City Palace, Lake palace, Monsoon palace, Fateh Sagar Lake, Sukhadia Circle, Saheliyon ki-Bari. Es city ka name history me bhi bahut aadar le liya jata hai.


4. Manali - Manali northern india ka sabse achchha hill station hai. Har saal hajaro foreigner yaha apni chuutiya manane aate hai. Manali hill station me har tarah ki suvidha uplabdh hai. Like Manali Paragliding, Skiing in manali, River raftlingin in manali, Hidimba devi temple, Manikaran Gurudwara, Museum of Himachal culture of folk art, Club House Manali or Gadhan Thekchhokling Gompa.


5. Ooty - Ooty ko hill station ki Rani kaha jata hai. or ese Blue Mountains bhi kaha jata h. Manali me jakar uski khubshurti dekhna ek alag hi anand deta hai. Ooty me aise to bahut se Tourism hai. but kuchh aise hai jo apko jarur dekhna chahiye. Like Botanical Garden, Ooty Lake, Stone House, St Stephens Church, Black Thunder, Ye sabhi jagaho par jakar apko ek alag khushi ka anand hoga.

Post a Comment

4 Comments